Man Mera Udata Jaaye

Man Mera Udata Jaaye 가사

길이3:54
원문 언어GL
조회수405
가사 좌표

원문 가사

GL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
man mera udata jaaye baadal ke sang duur gagan mein aaj nashe mein gaata git milan ke re rim jhim, rim jhim, rim jhim aas ke pankh lagaakar panchhi mastaana pi ki nagariya aaj chala dil divaana ghana ghana baadal garaje to kya chama chama bijali chamake to kya chanchal man to rukana kahin na jaane re man mera udata jaaye uthati hain jaise saagar mein kala kala chhala chhala karati tarangein man mein vaise hi jaag rahin pal pal vyaakul mast umangein aaj na roko pyaar ke is divaane ko haathon se dil jaata hai to jaane do tod chala ye bandhan saare jahaan sajan ka pyaar pukaare paagal hai man kab ye kisi ki maane re man mera udata jaaye