가사 좌표
ET원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
main chali main chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, main chali main chali
na na na meri jaan, dekho jaana na vahaan
koi pyaar ka luteraa, loote na meri jaan
main chali main chali ...
ye fiza ye havaa, ye nazaare ye sama
ab pyaar na hua to phir kab hoga
koi khel to naheen, ye hai pyaar meri jaan
tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga
main chali main chali ...
kaheen aankh na mili, kaheen dil na laga
to pyaar ka zamaana kis kaam aaya
to ye rut ye ghata bolo sochegi kya
main chali main chali ...






