가사 좌표
EU원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain
jise ham apna banate hain, vo tadpate hain
vo din kaha gaye bata-2
jab is nazar mein pyar tha, pyar tha
vo din kaha gaye bata
main ne to kuch kaha nahi
jo yu nigaahe pher li
main ne to kuch kaha nahi
vo raat yaad hai yahi, kissa hua tha pyar ka
vo din kaha gaye bata
(aankhon mein neend thi magar
soye nahi the raat bhar)-2
dil ko laga hua tha darr
shaam savera ho gaya
vo din kaha gaye bata






