가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai

aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
hoga milan apna mujhe aitbaar hai

kaise piya se main kahoon mujhe
aayenge jab woh saamne
baahon mein main bhar loongi
aayenge jab woh saamne
baahon mein main bhar loongi
maanoongi unki baat ko
unse zid na karoongi
chhaane lagi hain madhoshiyaan
hai, kya khumaar hai
chhaane lagi hain madhoshiyaan
hai, kya khumaar hai
aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
kaise piya se main kahoon mujhe
unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main

har khushi doongi unhe
unka dukh bhi sahoongi main
dil diya unko unhi pe jaanisaar hai