Is Dil Ki Haalat

Is Dil Ki Haalat 가사

길이3:10
원문 언어영어
조회수358
가사 좌표

원문 가사

EN
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
is dil ki haalat kya kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kya kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai kuch kho bhi diya kuch pa bhi liya kuch kho bhi diya kuch pa bhi liya ik raag khushi ne ga bhi liya aur honthon pe fariyaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kya kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai bujhate hain chiraag bujhate hain chiraag uthata hai dhuaan seene mein basa hai gam ka jahaan aabaad bhi hai barabaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kya kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai chaahat ka zamaana dekha tha chaahat ka zamaana dekha tha ik kvaab suhaana dekha tha kuch bhool gaye kuch yaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kya kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai