Ham Pyaar Ki Baazi Haare

Ham Pyaar Ki Baazi Haare 가사

길이3:02
원문 언어GL
조회수413
가사 좌표

원문 가사

GL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
ham pyaar ki baazi haare dil roye dard ke maare balamava chale gaye, balamava chale gaye meri aashaaon ke taare toot gaye saare sajanava chale gaye, balamava chale gaye vo bedardi kya jaane tere dard bhare afasaane -2 main kahu jiya se bhool jiya na maane jiya na maane lo aaye baadal kaare o mere pyaare sajanava chale gaye balamava chale gaye ham pyaar ki baazi haare ... dil ghadee-ghadi bhar aaye aur chain kaheen na paaye koi jaakar mere sajan se yah baat meri kah jaaye ham phirenge maare-maare o dwaare-dwaare sajanava chale gaye balamava chale gaye ham pyaar ki baazi haare ...