가사 좌표
OC원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
(dukhiyaare naina dhun.dhein piya ko
nisadina karein pukaar) - 2
dukhiyaare naina
phir kya aayengin vo raatein - 2
laut gayin hain jo baaraatein - 2
bite din aur bichhada saathi - 2
bahati nadi ki dhaar
dukhiyaare naina
raah mein naina diya jalaayein - 2
aap jalein aur jiya jalaayein - 2
jis se jivan bhi jal jaaye - 2
vo kaisi jaladhaar
dukhiyaare naina






