Aaj Main Javaan Ho Gayi Huun

Aaj Main Javaan Ho Gayi Huun 가사

길이3:37
원문 언어힌디어
조회수443
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
aaj main javaan ho gayi huun gul se gulistaan ho gayi huun ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan bhulega mujh ko kabhi na aaj main javaan ho gayi huun gul se gulistaan ho gayi huun ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan bhulega mujh ko kabhi na dagamaga rahe hain paanv aise chal rahi huun main hava mein jaise zulf ye bikhar gayi hai kaise main to pareshaan ho gayi huun aaj main javaan ho gayi huun gul se gulistaan ho gayi huun ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan bhulega mujh ko kabhi na main to ik qasam thi tuuti kaise jis ne chain luuta nind luuti jis ki baat par main huun ruuthi us pe meharabaan ho gayi huun aaj main javaan ho gayi huun gul se gulistaan ho gayi huun ye din ye saal ye mahina o mitthuu miyaan bhulega mujh ko kabhi na