Saanson Ke

Saanson Ke 가사

길이4:03
원문 언어힌디어
조회수239
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Saanson ke kisi ek mod par Mili thi tu zindagi Meri dost bann ke Chal diya teri baat maan kar Tera haath thaam kar Tujhe saathi chunn ke Main kis manzil ka raahi hoon Tu kinn raahon pe laayi hai Samajh paaun naa main tujhko Naa tu mujhko Jo na-manzoor hai mujhko Wohi manzoor hai tujhko Samajh paaun na main tujhko Naa tu mujhko Jo le liya tha tune faisla Zameen pe aasmaan mein rakh diya Main chhaaon mein lapete dhoop ko Kahaa jo tune kehna kar diya Chalaa main apni manzil ko Ja tu bhi laut jaa ghar ko Samajh paaun naa main tujhko Naa tu mujhko Jo na-manzoor hai mujhko Wohi manzoor hai tujhko Samajh paaun naa main tujhko Naa tu mujhko