Maiya Yashoda

Maiya Yashoda 가사

길이6:01
원문 언어힌디어
조회수353
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
maiyya yashoda ye tera kanhaiyya maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan tang mujhe karta hai sang mere ladta hay raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan tang mujhe karta hai sang mere ladta hay raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se gokul ki galiyon mein jamuna kinaare vo to hai kankaniya chhup chhupke maare natkhat adayein soorat hai bholi holi mein meri bhigaaye vo choli baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye hay raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se jab jab bajaaye mohan muraliya chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya neinon se jab vo kare chhedkhaani dil thaame reh jaaye prem deewani sadh budh gawaayi neendein udaayi sadh budh gawaayi neendein udaayi jo karne baithi thi vo kar na paayi badi mushkil se dil ko sambhaala hay raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se main bachi raamji ki kripa se gokul ka kaanah re dil mein samaaya main bhaagyashaali inhein maine paaya maana ki sabke hain ye kanhaiyya kehlayenge bas tumhaare hi maiyya pyaara piya hai tumne diya hai pyaara piya hai tumne diya hai mamta ke aanchal mein humko liya hai charnon mein tere o maa humko rehna hai raamji ki kripa se haan ji haan raamji ki kripa se haan ji haan raamji ki kripa se