Chup Chup

Chup Chup 가사

장르Pop
길이4:19
원문 언어MS
조회수456
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
chup chup ho tum gumsum khade aankhon mein hai pyar liye kehta hai dil tum aaoge aa jaaon na kyon ho khade yeh sab baatein jab yaad aaye palkon se aansu tap tap bahein milte the jab ham kehte the dil ka sakoon tum hi toh ho aankhon se tum padh lete the haalein dil jo bhi ho udte suraj ko dekhte the aur phir chandani darshan kare chup chup ho tum gumsum khade aankhon mein hai pyar liye chhod ke ghar chala jaaun kabhi aankhon mein aansu na lana sanam pyar se jab bhi yaad karoge yaadon mein chala aaunga main sanam rasta kathan manzil nahi phir bhi main kyon rukta nahi jaata hoon ab bhi uss jagah pe jahan baithate hum bhi kabhi woh naksha hai sab hai wahaan par jinhen banaya karte the chup chup ho tum gumsum khade aankhon mein hai pyar liye kehta hai dil tum aaoge aa jaaon na kyon ho khade