Sach ye hai bekaar hamen

Sach ye hai bekaar hamen 가사

길이5:39
원문 언어MS
조회수375
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai -2 jo chaahaa thaa duniyaaN mein kam hotaa hai sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai Dhaltaa suraj phailaa jangal rastaa gum -2 hamse poochho kaisaa aalam hotaa hai -2 GhairoN ko kab fursat hai dukh dene ki jab hotaa hai koi hamdam hotaa hai sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai zaKhm to hamne in aaNkhoN se dekhe hain -2 logoN se sunte hain marham hotaa hai -2 zahan ki shaaKhoN par ash_aar aa jaate hain -2 jab teri yaadoN kaa mausam hotaa hai -2 jo chaahaa thaa duniyaaN mein kam hotaa hai sach ye hai bekaar hamen Gham hotaa hai