Har Ghadi

Har Ghadi 가사

길이3:52
원문 언어MS
조회수58
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera - 2 Main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera Ek se ho gaye mausamo ke chehre saare - 2 Meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera Kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se - 2 Har jagah dhundhta phirta hain mujhe ghar mera - 2 Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera Muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe - 2 Jaagta rehta hain har neend mein bistar mera - 2 Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera Main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera