Der Lagi Aane Mein Tumko

Der Lagi Aane Mein Tumko 가사

길이19:03
원문 언어MS
조회수186
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Der lagi aane mein tumko shukr hai fir bhi aaye to Aas ne dil ka saath na chodaa waise hum ghabraaye to Shafak dhanuk mehtaab ghataayen taare naghmen bijli phool Us daaman mein kya kya kuch hai wo daaman haath mein aaye to Jhooth hai sab taarikh hamesha apne ko dohraati hai Achcha mera khwaab-e-jawaani thoda sa dohraaye to Suni sunaayi baath nahin hai apne oopar beethi hai Phool nikalte hain sholon se chaahat aag lagaaye to