Bewajah

Bewajah 가사

장르Pop
길이5:19
원문 언어힌디어
조회수564
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
yaadon ki qaid mein geeraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil yaadon ki qaid mein geeraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma kisi aur ko tu chaahe kisi aur ko tu soche iss dil ko nahi ye gawara hai furqat ka sharara hai kaisa angara hai teri tishngi ne mujhe maara hai bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma rahe saath adhoorapan chaahe main jahaan bhi rahoon kahin sabr na mujhe aata hai meri berang duniya mein mere saath tera hona mujhe raahat kyun de jaata hai bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma bewajah nahi milna tera mera rehnuma, rehnuma, rehnuma