가사 좌표
EO원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
main achhi buri jaisi bhi hu
tu achha bura jaisa bhi hain
main teri hu kaisi bhi hu
tu mera hain kaisa bhi hain - 2
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
toote hue dil ki kashti ko
toofan mein kinara mil jaaye
tu thaam le mera haath agar
dono ko sahara mil jaaye
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam







