가사 좌표
ID원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
baagon mein pade jhoole
tum bhool gaye hamako ham tumako nahi bhoole
ye raks sitaaron ka
sun lo kabhi afsaana taqdeer ke maaron ka
saawan ka maheena hai
saajan se juda rah kar jeena bhi kya jeena hai
raavi ka kinaara hai
har mauj ke honthon par afsaana hamaara hai
ab aur na tadapaao
ya hamako bula bhejo ya aap chale aao





