가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Hmm, Woo
Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka to mera dil bana diya
O saathi
Tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi
Tere bina haa saahil dhuaan dhuaan
Hmm
Aankhein moonde to
Jaane kisey dhoondhe
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na
Kisey dhoondhe
Ye khwahishon ki boondein
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na
Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
O saathi
Tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi
Tere bina haa saahil dhuaan dhuaan







