In Aankhon Ki Masti

In Aankhon Ki Masti 가사

길이3:56
원문 언어독일어
조회수515
가사 좌표

원문 가사

DE
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain Mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Ek tum hi nahin tanha, aah aah Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva Ulfat mein meri rusva Is shaher mein tum jaise Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain Deewaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke, aah aah aah Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain Aankhon se pilaate hain Kehne ko to duniya mein Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain Maikhaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Is shamm-e-faroza ko, aah aah Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho Aandhi se darraate ho Is shamm-e-faroza ke Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain Parvaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke