가사 좌표
MS원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
sarakti jaye hai rukh se naqaab aahistaa.. aahistaa
nikalta aa raha hai aaftab aahistaa aahista
sarakhti jaye hai rukh se naqab aahistaa aahista
Jawan hone lage jab vo to humse kar liya parda-2
haya yak lakt aai aur shabab aahista aahista
nikalta aa raha hai aaftab aahista aahista
Vo bedardi se sar kaate amir aur mai kahu unse-2
huzoor aahista aahista, janaab aahistaa aahista..
sarakhti jaye hai rukh se naqab aahista aahista






