가사 좌표
NL원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
O Kaali Topi Vaale Zaraa Naam To Bataa
o Gore Gore Gaalon Vaali Kaam To Bataa
mohe Vo Naam Bataa Duur Hi Rah Ke
tohe Pukaar Saku
Main Vo Hi Kah Ke
vo Hi Bataane Kaa Inaam To Bataa
o Kaali Topi Vaale
chham Chham Ke Teer Chale Dil Hua Ghaayal
phir Ek Baar Sunu Gori Teri Paayal
paayal Sunaane Kaa Inaam To Bataa
o Gore Gore Gaalon Vaali Kaam To Bataa
tum Bhi Vahi Ho Baabu Hamein Naa Banaao
tumko Bhi Dekh Liya Jaao Ji Jaao
jaaungi Jaane Ka Inaam To Bataa
o Kaali Topi Vaale






