Janmon Ki Jwaala

Janmon Ki Jwaala 가사

장르Pop
길이4:49
원문 언어독일어
조회수425
가사 좌표

원문 가사

DE
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
--FEMALE-- Aa ha aa aa, aa ha aa aa, aa ha aa aa aa Janmon ki jwaala thi tan mein Milne ki trishna thi mann mein Tune kiya tan ko sheetal sheetal Ab na rahi mann mein koi halchal, oh Aa ha aa aa, aa ha aa aa, aa ha aa aa aa Kitna hai sukh bandhan mein Preetam tere aalungan mein Aagosh mein aake maine jaana Praanon se nazdeek tujhko maana Saathiya --MALE-- Sapnon ka har darpan toota Har mausam lagta hai jhoota Kitna gahen hai samay ka saaya Dil ke ujaale ko benoor paaya Saathiya Janmon ki jwaala thi tan mein --FEMALE-- (Janmon ki jwaala thi tan mein) --MALE-- Milne ki trishna thi mann mein --FEMALE-- (Milne ki trishna thi mann mein) --MALE-- Tune kiya tan ko sheetal sheetal --FEMALE-- (Tune kiya tan ko sheetal sheetal) --MALE-- Ab na rahi mann mein koi halchal --FEMALE-- (Ab na rahi mann mein koi halchal) --BOTH-- Saathiya