C A T Cat Mane Billi

C A T Cat Mane Billi 가사

장르Pop
길이3:45
원문 언어EU
조회수607
가사 좌표

원문 가사

EU
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
C.a.t. Cat, Cat Maane Billi, R.a.t. Rat, Rat Maane Choohaa arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa Ari Baanvri Tu Ban Jaa Meri, Zaraa Sun Main Kyaa Kahtaa Hoon Zaraa Dekh Idhar Tujhe Hai Khabar, Tu Hai Kaun Aur Main Kyaa Hoon G.o.a.t. Goat, Goat Maane Bakri, L.i.o.n. Lion, Lion Maane Sher arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa Lage Taakne Kabhi Aapne, Shishaa Leke Moonh Dekhaa Bhi Tumhi Ik Nahin Jahaan Mein Hasin, Na Hogaa Koi Ham Saa Bhi N.o.s.e. Nose, Nose Maane Naak, C.r.o.w. Crow, Crow Maane Kauvaa arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa Hun Hunhun, C.a.t. Cat, Cat Maane Billi, R.a.t. Rat, Rat Maane Choohaa arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa Milaa Le Nazar O Jaan-e-jigar, Teraa Kyaa Karegi Duniyaa Jahaan Se Daro Ye Sochaa Karo, Hamen Kyaa Kahegi Duniyaa Arrey Milaa Le Nazar O Jaan-e-jigar, Teraa Kyaa Karegi Duniyaa Jahaan Se Daro Ye Sochaa Karo, Hamen Kyaa Kahegi Duniyaa B.a.d. Bad, Bad Maane Buraa, B.u.t. But, But Maane Lekin arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa