가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
tum ho yahin kahin
ya phir kahin nahin
phir wahi, phir wahi
saundhi yaadein puraani phir wahi
phir wahi, phir wahi
bisri bhooli kahaani phir wahi
phir wahi phir wahi
jhootha waada aasmaan ka mere chanda aadha
dil kyun joda agar dil dukhaana thha
aaye kyun thhe agar tumko jaana thha
jaate jaate labon pe bahaana thha
phir wahi, phir wahi
phir wahi, phir wahi
toote sapno ke chhoore phir wahi
phir wahi, phir wahi
roothe armaan adhoore phir wahi
phir wahi, phir wahi
gham ka jaaya
dil mera dard se, kyun bhar aaya
aasoon ponchhe hi kyun gar rulana thha
qissa likha hi kyun gar mitana thha
jaate jaate labon pe bahaana thha
phir wahi, phir wahi
wo oho ooo
phir wahi, phir wahi
saundhi yaadein puraani phir wahi
phir wahi, phir wahi
bisri bhooli kahaani phir wahi
ooh ooh






