가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
khwabon mein bhi yeh socha nahi tha
ki dhoop bhi milegi chaaon mein
kabhi raaston mein socha nahi tha
ki kaante bhi chubhenge paaon mein
kahaan le aayi khwahishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
kahaan le aayi khwahishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
wo jo samander tha
ret ka manzar tha
dhoka sa tha jo bhi
aankhon ke ander tha
wo jo samander tha
ret ka manzar tha
dhoka sa tha jo bhi
aankhon ke ander tha
kahaan le aayi khwahishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
kahaan le aayi khwahishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
kuch peeche chhoota hai
kuch hai jo toota hai
lagta khuda bhi
aaj hum se rootha hai
kuch peeche chhoota hai
kuch hai jo toota hai
lagta khuda bhi
aaj hum se rootha hai
kahaan le aayi khwaishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
kahaan le aayi khwaishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai ghalti dil ki yaa phir
hai waqt ki ye saazishein
ooh wo
na na yeah wo
kahaan le aayi khwaishein
hai dard ki ye jo baarishein
hai wo ye khwaishein wo






