Jaan 'Nisaar

Jaan 'Nisaar 가사

장르Pop
길이4:09
원문 언어힌디어
조회수609
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
na maaregi deewangi meri na maaregi awaargi meri ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri kyun itna huaa hai tu khafa hai zidd kis baat ki teri ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri jaan ‘nisaar hai jaan nisaar tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai… mmm… duniya zamaane se rishte mitaaye hain tujhse hi yaari hai humari ik baar toh aa maine nibhaya hai karke dikhaaya hai le teri baari ik vaari tu bhi pyar nibha tu bhi pyaar nibha o yaara teri berukhi se hai badi umar intezaar ki meri ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri kyun itna huaa hai tu khafa hai zidd kis baat ki teri ke maaregi zyada mujhe maut se naraazagi teri jaan ‘nisaar hai jaan nisaar tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai jaan nisaar tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai.. mmm…