가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Shaamein malang si
Raatein surang si
Baagi udaan pe hi na jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye
Ilahi mera jee aaye aaye
Kal pe sawaal hai
Jeena filhal hai
Khanabadoshiyon pe hi jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye
Ilahi mera jee aaye aaye
Mera falsafa
Kandhe pe mera basta
Chala main jahaan
Le chala mujhe rastaa
Bundon pe nahin
Gehre samandar pe ooh
Ilahi mera jee aaye aaye
Ilahi mera jee aaye aaye
Shaamein malang si
Raatein surang si
Baagi udaan pe hi na jaane kyun
Ilaahi mera jee aaye aaye
Ilaahi mera jee aaye aaye






