Gehra Hua (feat. Armaan Khan)

Gehra Hua (feat. Armaan Khan) 가사

장르Pop
원문 언어힌디어
조회수1.8K
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera Tu agar meri, yeh ujaale tere Tu agar meri, dil hawale tere Tu agar meri, main hoon tera Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua Gehra hua, gehra hua Dariya dua gehra hua Tera hua Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera Palkein jhapakta hai aasmaan Laakhon farishton ki hai tu jaan Woh poochhte hain rehti kahaan? Meri baahon mein rehti, unko bata Palkein jhapakta hai aasmaan Usne bhi tujh-sa dekha kahaan Hai raunakien wahan, tu hai jahaan Meri baahon mein rehna, yahi hai dua Tu agar meri, hai fasaana tera Tu agar meri, toh zamaana tera Tu agar meri, main hoon tera Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua Tera hua Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera Teri mohabbat mein jalna bhi hai Aur tujhse bachke hi chalna bhi hai Kuch rang apna badalna bhi hai Maine dhalna tere rang mein hai sada Tu chaand hai ek dhadakta hua Chori se mujhko hi takta hua Seene se lag ke chamakta hua Meri jannat ka rasta, tu hi tu hua Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua Gehra hua, gehra hua Dariya dua gehra hua