Galtiyan

Galtiyan 가사

장르Pop
원문 언어힌디어
조회수38
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
rabba ve ghaltiyaan tujhse jo, mujhse jo hui jo, yun hi jo ghaltiyaan jaane kyun hamse yun hoti hai ghaltiyaan ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan maaloom hai hamko, raahon mein baithi wo khone ko rahti hai na maaloom hai hamko, raahon mein baithi wo khone ko rahti hai na roke hai khud ko yun chalne se phir hum kyun tham ke bhi hoti hai na jaane kyun hamse yun hoti hai ghaltiyaan ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan ek din hai aana wo, tujhko hai jaana jo jaana hi hoga re, jaan hey, ek din hai aana wo, tujhko hai jaana jo jaana hi hoga re, jaan tune jo na ki to chhodega kya tumko jab hongi na ye hastiyaan chupke se kar lena, dil mere, ghaltiyaan ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan ghaltiyaan tujhse jo, mujhse jo hui jo, yun hi jo ghaltiyaan honni hai, hoengi, hone de ghaltiyaan ghaltiyaan, ghaltiyaan, ghaltiyaan (ghaltiyaan, ghaltiyaan) ghaltiyaan (ghaltiyaan), ghaltiyaan, ghaltiyaan (ghaltiyaan, ghaltiyaan)