가사 좌표
SO원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
padh likh ke bada hoke tu ek kitab likhna
apne sawalon ka tu khud hi jawab likhna
aa aa aa
hatho se jinka daaman ek din hai chhut jana
taaro ke dubte hi jinko hai tut jana
ye aankhe dekhti hai kyun aise khqaab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
ha aa aa
maine to pyar ko hi mazhab bana liya hai
is dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai
imaan ho gaya kya mera kharab likhna
apne sawalon ka tu khud hi jawab likhna
ha aa aa
kahte hai log unki rasmo ko maine toda
ye faisla bhi maine teri samajh pe chhoda
meri khataon ka tu pura hisaab likhna






