Gore Tan Se

Gore Tan Se 가사

장르Pop
길이4:27
원문 언어힌디어
조회수1.3K
가사 좌표

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
gore tan se sarakta jaaye gore tan se sarakta jaaye mera dil yeh dhadakta jaaye duppatte ko sambhaal goriye bura hai mera haal soniye duppatte ko sambhaal goriye bura hai mera haal soniye mere peeche zamana sara mere peeche zamana sara husn mera hai ek angaara tu khud ko sambhal soniya na aise dil uchchaal soniya tu khud ko sambhal soniya na aise dil uchchaal soniya maine chakkar pe chakkar chalaya sanam tere bapu ko maine pataya sanam maine chakkar pe chakkar chalaya sanam tere bapu ko maine pataya sanam tere jaadoo ne ehsaan mujhpe kiya karo kaisa bhala main tera shukriya maine kya kya hai paapad bele khel na jaane kya kya khele main aashiq bemisaal soniye yeh tera hai kamal soniye tu khud ko sambhal soniya na aise dil uchchaal soniya teri meri mohabbat ka gul khil gaya maine chaaha jisse woh sanam mil gaya teri meri mohabbat ka gul khil gaya maine chaaha jisse woh sanam mil gaya badi mushkil se humko mili yeh gadi paas aaja are door kyon khadi tujhe dekhun main dekhti jaaon khushboo si mehekti jaaon yeh tera hai kamal soniya hoyi main bekhayal soniya yeh tera hai kamal soniya hoyi main bekhayal soniya gore tan se sarakta jaaye mera dil yeh dhadakta jaaye duppatte ko sambhaal goriye bura hai mera haal soniye tu khud ko sambhal soniya na aise dil uchchaal soniya