가사 좌표
GL원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mmm hmm hmm hmm oh ho ho,
dil ne phir yad kiya
choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya
charo taraf khumar hai, mausam bhee bekarar hai
bahke huye khayalo peh abb naa ikhtiyar hai
khwabo ko bhee sajane laga, jadu koyee chalane laga
lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya
he eh he la la la
chhaya jab surur hai, sare ghamo se dur hai
mastee me hai yeh jindagee, kuchh toh huwa jarur hai
dhire dhire jhalane laga, nindo ko bhee churane laga
lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya
choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya






