Dil Mera Churaane Laga

Dil Mera Churaane Laga 가사

장르Pop
길이5:15
원문 언어이탈리아어
조회수384
가사 좌표

원문 가사

IT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Dil mera churaane laga raaton ko jagaane laga Pyaar jab hota hai nind ud jaati hai Roj akele mein phir yaad aati hai Jaane jaane dil diwaana pyaar tera Dil mera churaane laga Hosh aa raha hai premi ja raha hai Mujh pe chaahaton ka rang chadh raha hai Pyaar zara palakon mein chhupaana Tir chal rahe hain dil machal rahe hain Aag bekhudi ki premi jal rahe hain Ye kaisa jaadu hai bataana Chain chura ke kyun aankh churaati hai Meri hi saanson mein dard jagaati hai Jaane jaane ye diwaana Hai samaan suhaana aa ja kareeb aana Main likhoon labon pe ek hasin fasaana Chhod meri baahon ko tu sata na Hai abhi zaruuri thodi thodi doori Teri aarazu to main karungi puri Maan meri baaton ko na jalaana Tanhaayi si kyun tadapaati hai Koyi sada harapal paas bulaati hai Jaane jaane ye divaana