가사 좌표
MS원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Kahan hoon main
Aaj tuu dekh le aake yahan
Meri duniya simtee hui hai kahan?
Teri woh yaadien hai yahan
Teri woh baatein hai yahan
Guzre lamhe hai yahan
Main yahan hoon tu kahan?
Kahan hoon main
Aaj tuu dekh le aake yahan
Meri duniya simtee hui hai kahan?
Teri woh yaadien hai yahan
Teri woh baatein hai yahan
Guzre lamhe hai yahan
Main yahan hoon tu kahan?
Kho ke tujhko maine
Paa liya jo woh sazaa hai
Saazish kar rahe hain
Mere sapne tu kahan hai?
Kho ke tujhko maine
Paa liya jo woh sazaa hai
Saazish kar rahe hain
Mere sapne tu kahan hai?
Kho ke tujhko maine
Paa liya jo woh sazaa hai
Saazish kar rahe hain
Mere sapne tu kahan hai?




