가사 좌표
MS원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Sathiya sathiya
ishk bedardee mujhko pata hai, isakee chahat me milati saja hai
bekararee me mar hee naa jau, naa samajh ko mai kaise samajhau
dil hai kee manata nahee hai, bechainee janata nahee hai
mai karu kya bata jarasa yar
sathiya sathiya
narm khwabo kee baho me jagengi aankhe
garm yado key saye me bitengee rate
yad toh aayegee, bekhudee chhayegee
dard de jayegee, tanhayee tadpayegee
dil hai kee manata nahee hai, bechainee janata nahee hai
mai karu kya bata jarasa yar
sathiya sathiya
sare aalam peh aaho kaa chhayega jadu
apne hee jajbo peh toh hoga naa kabu
jakhm yeh jigar ho gaye sau asar
naa rahegi khabar bechida hoga safar(dil hai kee manata nahee hai, bechainee janata nahee hai
mai karu kya bata jarasa yar
sathiya sathiya







