Kyon Hai Mujhe Lagta

Kyon Hai Mujhe Lagta 가사

길이7:03
원문 언어MS
조회수209
가사 좌표

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein chaand utarana hai meri inn baahon mein kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main kya bataau ho raha hai kya paaya kya hai, kho raha hai kya jaane kyun mere waaste, muskuraaye saare raaste kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein chaand utarana hai kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein chaand utarana hai meri inn baahon mein gehare gehare rang hai saare, behke behke saare ishaare mujhko hai lag raha jaise hai sab naya jhume ja yuun dil bole mera kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein, chaand utarana hai jaagi jaagi ek khushi hai, ujali ujali roshani hai yeh bata jindagi kyun hai yeh dilkashi dil pe hai kyun sapano ka ghera aa kyon hai mujhe lagta, dil mera khona hai jo na huwa hai abb tak, abb wahi hona hai kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main kya bataau ho raha hai kya paaya kya hai, kho raha hai kya jaane kyun mere waaste, muskuraaye saare raaste kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main