Zinda Hain Hum To

Zinda Hain Hum To 가사

장르Pop
길이4:32
원문 언어포르투갈어
조회수274
가사 좌표

원문 가사

PT
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
to tere hi love se Nahin to mar jaata darling hum kabse Dil na todo munh na modo O Maria O Maria Zinda hain hum to tere hi love se Nahin to mar jaata darling hum kabse Dil na todo munh na modo O Maria O Maria Itna maska na to maaro humein Aisi baaton se darr lagta humein Tum pyaar kaise bolo karega Darta hain kyon maria Aila saala humpe marta hai ye Lagta hai pyaar humko karta hai ye Yoon na darega hum to kahega Tumsa nahin maria Zinda hain hum to tere hi love se Nahin to mar jaata darling hum kabse Dil na todo munh na modo O Maria O Maria O Sahibaan tum bhulaana nahin Dil mein aake door jaana nahin Dil jo liya hai Dil bhi diya hai Bewafa hum nahin Ho dil jo darega hum kuchh kar jayenge Lagta hai hum to mar jayenge Tum se mohabbat humko hai kitna Kaise kahein o maria Zinda hain hum to tere hi love se Nahin to mar jaata darling hum kabse Dil na todo munh na modo O Maria O Maria