Saajna Saajna

Saajna Saajna 가사

장르Pop
길이6:30
원문 언어ET
조회수221
가사 좌표

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Kaisi hai yeh deewaangi Kaisi hai yeh dil ki lagi Kaisi hai yeh deewaangi, kaisi hai yeh dil ki lagi Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka Saajna saajna, saajna saajna Kaisi hai yeh deewaangi, kaisi hai yeh dil ki lagi Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka Saajna saajna, saajna saajna Har taraf ek toofaan sa hai, kaise saahil milega Bekhudi bhi bachaayegi kab tak, kab talak dil jalega Har taraf ek toofaan sa hai, kaise saahil milega Bekhudi bhi bachaayegi kab tak, kab talak dil jalega Maana mushkil hai aashiqui Maana mushkil hai aashiqui, yeh ishq hi to hai zindagi Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka Saajna saajna Saajna saajna Dard-e-dil mein kitna maza hai, deewaane dil jaante hain Dil deewaane hote hain, kehna nahin maante hain O, dard-e-dil mein kitna maza hai, deewaane dil jaante hain Dil deewaane hote hain, kehna nahin maante hain Doobe rehte hain pyaar mein Doobe rehte hain pyaar mein, khoye rehte hain khayaal mein Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal tere mere pyaar ka Saajna saajna Saajna saajna Kaisi hai yeh deewaangi Kaisi hai yeh dil ki lagi Dil kehta hai yahin ruk jaaye pal Tere mere pyaar ka Saajna saajna Saajna saajna Saajna saajna, saajna saajna