Pyar Humko Hone Laga

Pyar Humko Hone Laga 가사

장르Pop
길이3:45
원문 언어SV
조회수236
가사 좌표

원문 가사

SV
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
18
Mm, jab se tum aaye nazar mein Khoya khoya rehta hai dil Dhadkanon se aaj yeh kya Chupke chupke kehta hai dil Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga Log jo kehne lage hain Un baaton mein uljha hai dil Kya haqeeqat hai apni Kya tumhe bataayenge O, kya haqeeqat hai apni Kya tumhe bataayenge Kaun hain hum aakhir yeh Kab talak chhupaayenge Tum chhupaao laakh humse Phir bhi sab kuch humne jaana Har zubaan pe aayega kal Hum dono ka yeh afsaana Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga Pyaar humko hone laga Khona tha dil, khone laga