가사 좌표
TR원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye
kahi koyal ki kuh kuh se
kahi payal ki cham cham se
mujhe tum yaad aaye
woh saundhi saundhi khushbu bhi
un chanchal chitwan aadao ki
saawan ki dheemi hawaaye bhi
baatein tumhari kare
deewana dil hua gumsum
mujhe tum yaad aaye
kabhi mausam hua resham
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye
yeh panghat sune sune hain
woh khali khali jhule hain
lehrata saaagar kinara
tum bin adhura lage
lehar kadmo se takrai
mujhe tum yaad aaye
kabhi mausam hua resham
kahi baarish hui rimzim
mujhe tum yaad aaye






