가사 좌표
HI원문 가사
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mujhe neend na aaye
Neend na aaye, neend na aaye
Mujhe chain na aaye
Chain na aaye, chain na aaye
Mujhe neend na aaye, ho
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Haalat kya hai kaise tujhe bataaoon main
Karvat badal badalke raat bitaaoon main
Poochho zara poochho kya haal hai
Haal mera behaal hai
Koi samajh na paaye kya rog sataaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya
Jaan se bhi pyaara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai
Tauba meri tauba kya dard hai
Dard bada bedard hai
Kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye
Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
Na jaane kahan dil kho gaya




