Khuda Haafiz

Khuda Haafiz 歌詞

ジャンルPop
時間2:05
原文言語ヒンディー語
閲覧数157
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Hum milenge phir kisi din Tab talak khuda haafiz Hum milenge phir kisi din Tab talak khuda haafiz Yeh judaiyan hain kuch din Tab talak khuda haafiz Pal yeh beet jaayega Pyar laut aayega Waqt ka behta yeh dariya Phir kinare layega Yaad rakhna mujhko mohsin Tab talak khuda haafiz Yeh judaiyan hain kuch din Tab talak khuda haafiz Khuda haafiz Khuda haafiz Khuda haafiz Tu meri yaadon ke ghar mein Har ghadi maujood hai Tu meri yaadon ke ghar mein Har ghadi maujood hai Mere zehan mein tujhse juda Har pal kahin mehfoos hai Pal yeh beet jaayega Dil se tu na jaayega Wakt bhi karle ye koshish Wakt haar jaayega Hum milenge phir kisi din Tab talak khuda haafiz Yeh judaiyan hain kuch din Tab talak khuda haafiz Khuda haafiz Khuda haafiz Khuda haafiz Khuda haafiz