Pyaar Ka Matlab

Pyaar Ka Matlab 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間6:20
原文言語EO
閲覧数1.1K
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Pyaar ka matlab samjhegi voh Jab sapnon mein kho jaayegi Mujhko paagal karne waali - 2 Khud bhi paagal ho jaayegi La la ra la la la la - 4 Uske chehre ko maine padha hai Kaun yeh usko bataaye Uski aankhen to kehti hai mujhse Laakh voh mujhse chhupaaye Pyaar hai usko bhi, maanegi voh us din - 2 Jis din mere seene pe voh Sar ko rakhkar so jaayegi Mujhko paagal karne waali - 2 Khud bhi paagal ho jaayegi La la ra la la la la - 4 Roz milta hoon us dilrooba se Phir bhi dil mera bhare na Log kehte main uspe fida hoon Voh yakeen mujhpe kare na Jaan pe ban gayi, ban gayi hai jaan pe - 2 Jaan ka rona ab kya roye Jaani hogi to jaayegi Mujhko paagal karne waali - 2 Khud bhi paagal ho jaayegi La la ra la la la la - 4 Pyaar ka matlab samjhegi voh Jab sapnon mein kho jaayegi Mujhko paagal karne waali - 2 Khud bhi paagal ho jaayegi La la ra la la la la - 4