Milte Milte Sanam

Milte Milte Sanam 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間4:49
原文言語EO
閲覧数322
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Milte milte sanam aaj apni kasam Bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam Is mulaaqaat mein, baat hi baat mein Muskuraake mujhe tune dekha ki bas Dil yeh khone laga, pyaar hone laga - 2 Milte milte sanam aaj apni kasam Dil machalne ki aadat nahin thi Jab kisi se mohabbat nahin thi Dil ki dhadkan kahe, paas aaja zara Tujhko dekha bahut phir bhi dil na bhara Paas aaja sanam Ho milte milte sanam aaj apni kasam Bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam Is mulaaqaat mein, baat hi baat mein Muskuraake mujhe tune dekha ki bas Dil yeh khone laga, pyaar hone laga - 2 Milte milte sanam aaj apni kasam Hey eh, hey eh eh eh - 2 Hey eh Kaun itni mohabbat karega Is tarah kaun tum pe marega Dil hi kya jaan bhi ab lutaayenge hum Hota hai pyaar kya yeh bataayenge hum Yeh bataayenge hum Ho milte milte sanam aaj apni kasam Bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam Is mulaaqaat mein, baat hi baat mein Muskuraake mujhe tune dekha ki bas Dil yeh khone laga, pyaar hone laga - 2 Milte milte sanam aaj apni kasam - 2 Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm - 2