Main Nikla Gaddi Leke

Main Nikla Gaddi Leke 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間4:37
原文言語TL
閲覧数2.6K
歌詞座標

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Main nikla, o gaddi leke O raste par, o sadak mein Ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya... Rab jaane kab guzra, amritsar, o kab jaane Lahore aaya, main utthe dil chhod aaya Ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya... Us modh pe woh mutte yaar mili Jatt yamla paagal ho gaya Uski zulfon ki chhaaon mein Main bistar dalke so gaya O jab jaaga, main bhaaga Sab phaatak, sab signal Main todh aaya, main utthe dil chhod aaya O ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya... Bas ek nazar usko dekha Dil mein uski tasveer saji Kya naam tha uska, rab jaane Mujhko raanjhe ki heer lagi O maine dekha ek sapna Sang uske naam apna Main jodh aaya, main utthe dil chhod aaya Ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya... Sharmaake woh yoon simatt gayi Jaise woh neend se jaag gayi Maine kaha gal sun, o kudiye Woh darr ke peechhe bhaag gayi Woh samjhi o ghar uske Chori se, o chupke se Koi chor aaya, main utthe dil chhod aaya Ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya.. Main nikla, o gaddi leke O raste par, o sadak mein Ek modh aaya, main utthe dil chhod aaya...