Aashiqaana Aalam Hai, Ishq Nibha Ja

Aashiqaana Aalam Hai, Ishq Nibha Ja 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間2:36
原文言語GL
閲覧数365
歌詞座標

原文歌詞

GL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja (aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja) - 2 umid teri, tera nasha iss dil mein aur kya hai - 2 aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja iss dil mein aur kya hai - 2 gavaahi deti hai dhadkan tu hi mera yaar, tu hi mera pyaar, tu hi intzaar hai yeh kehati hai dil ki tadpan tu hi mera khaab, tu mere bechain dil ka daavedaar hai tu mera hai jahaan, tujhse har daastaan - 2 aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja iss dil mein aur kya hai rago mein tu hai samaayi teri tamanna se, teri muhabbat se, jine ka ehsaas hai teri hi betaabi chhaayi maangu duwaayon mein, tujhko khuda se, saanson ki tu pyaas hai tu mera deewaanapan, laagi tujhise lagan - 2 aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja iss dil mein aur kya hai umid teri, tera nasha iss dil mein aur kya hai (aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja aaja aaja aaja janaabeaali aaja) - 2 iss dil mein aur kya hai - 2