Shehzada

Shehzada 歌詞

ジャンルPop
原文言語ヒンディー語
閲覧数36
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Chhote chhote khwab leke Saalon ka hisaab leke Banke sabka bandhu aa gaya Tuktuki laga ke dekh Dugdugi baja ke dekh Aana tha na kintu aa gaya Dhool ka yeh phool jaise Bhole ka trishool jaise Chhu le aasmaan dekh lo Ho roshni mein jagmaga ke Tum bhi ainkein laga ke Aan baan shaan dekh lo Main jo aa gaya Main ab na jaaunga Main sabka ban jaunga Main banda seedha na saadha Par apna apno se zyada Banunga hai vaada Shehzada ho shehzada Shehzada shehzada shehzada Main hoon haan haan haan Shehzada shehzada shehzada Main banda seedha na saadha Par apna apno se zyada Banunga hai vaada Shehzada shehzada shehzada