Chanda Ki Doli

Chanda Ki Doli 歌詞

ジャンルPop
時間6:06
原文言語SL
閲覧数710
歌詞座標

原文歌詞

SL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein khushiyan woh layi meri (palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe khwaabo ko sach hone de) - 2 har ek dua mein usko hi maanga sada woh bhi mujhe maang le chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri oo oo oo o aane se uske yaha mehka hain sara sama usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi sun le jar tu yeh iltejaah hain khuda woh kaash mujhko miley... chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri oo oo oo o khwaabo, khwaabo ka aao ek ghar banaye harsu jaha hum mohabbat sajaye subah shaam ho jaa dilkaashi,raat miley shabnami ek chand jaise taaron ke dil mein pane yeh pyar aaise khile chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri Disha oo oo oo o