Salaam Aaya

Salaam Aaya 歌詞

ジャンルInstrumental
時間5:00
原文言語MS
閲覧数4.6K
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Dabi dabi saanson mein suna tha Maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Dabi dabi saanson mein suna tha Maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Jab bole woh, jab bole Uski aankh mein rab bole Jab bole woh, jab bole Uski aankh mein rab bole Paas paas hi rehna tu Aankh aankh mein kehna tum Dekha tumhe to aaram aaya Dabi dabi saanson mein suna tha Maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Roz hi dil ki aag utha kar haath pe le kar chalna hai Tere bina bina tere boondh boondh ab raat raat bhar jalna hai Tum mile na mile, ye haseen silsile Waqt ke saqt hai ab ye katt te nahi Haan tere bina saans bhi chalti hai Tere bina dil bhi dhadakta hai Yaad nahi that yaad aaya Dabi dabi saanson mein suna tha Maine Bole bina mera naam aaya Din ki tarah tum sar pe aana, shaam ke jaise dhalna tum Khwab bicha rakhey hain rah mein soch samaj ke chalna tum Neend ke chahon se, tum dabbe paon se Yun gaye woh nishan ab to mitt te nahi Tere liya chaand bhi rukta hai Tere liya roz theharti hai Yaad nahi that yaad aaya Dabi dabi saanson mein suna tha Maine Bole bina mera naam aaya Palkein jhuki aurr uthne lagi to Haule se uska salaam aaya Salaam aaya, salaam aaya, salaam aaya