Main Kya Karoon

Main Kya Karoon 歌詞

ジャンルInstrumental
時間4:31
原文言語TL
閲覧数560
歌詞座標

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Dil yeh mera bas mein nahi Pehle kabhi aisa hota tha nahi Hmm Dil yeh mera bas mein nahi Pehle kabhi aisa hota tha nahi Tu hi bata iss dil ka main Ab kya karoon Kehne pe chalta nahi Kuch dino se meri bhi sunta nahi Tu hi bata iss dil ka Main uff ab main kya karoon Main kya karoon Iss dil kya karoon main kya karoon Karta awaargi Iss pe dhun chadhi hai pyaar ki Jaane gumm hai kahaan Baaton mein hai pada bekaar ki Karta awaargi Iss pe dhun chadhi hai pyaar ki Na jaane gumm hai kahaan Baaton mein hai pada bekaar ki Ulti yeh baat hai Aise halaat hai Ghalti kare yeh main bharu Uff dil ka kya karoon Main kya karoon Iss dil kya karoon main kya karoon Dil pe mera kaabu nahin Fitrat kabhi iski aisi thi nahin Tu hi bata iss dil ka main Ab kya karoon Kehne pe chalta nahi Kuch dino se meri bhi sunta nahi Tu hi bata iss dil ka Main uff dil ka kya karoon Main kya karoon Uff ab main kya karoon
Nikhil Paul George の他の曲

Nikhil Paul George の他の曲

Nikhil Paul George →